Friday, September 10, 2010

Arz kiya hain

Eid mubarak miya
adab arz kiya...
assalam walekam
maza bharpur, takaluff kam...
tashrif le ayiye
paan khayiye...
irshad irshad

inqualab zindabad...
tashrif ligiye
shyari arz kigiye...
walekam aslam
goodbye namaste salam....

Friday, September 03, 2010

Jazbaat woh bejubaan

hazar lakho un bato me jo baat reh gai ankahi...
nazron de shoukh andaz us bat ko aab kya kehna..
 
Follow on Buzz
stat counter